Meri Kahaani
Gira jo pehli dafa to hairaan tha Mai... Kyu lagi hai ye chot mujhe pareshan tha Mai... Kisi ne kahaa mujhse girkar tu ab ek hai sabak seekh gya... Maine bhari saansein aur mai girkar uthna seekh gya... Abhi chla tha kuch kadam ki mila ek humraahi mujhe... Khusi se usne thama mujhse, aur na jaane kab vo Khushi ka lamhaa beet gya... Jo lagta tha hoga apna sa, vo bhi fir saath mera yuhi chhod gya... Ek pal tha bas khusi ka meri, wo bhi pal bhar mein beet gya... Waqt guzraa aur Mai akela he jeena seekh gya... Na mila koi baatney ko gam bhi to, mai khud Ko khush rakhna seekh gya... Jab bhi laga mai to haar kar bhi jeetna seekh gya... Meri khwahisho ka pyala mere muh tak aate aate tut gya... Abhi waqt nahi hai mera, mai ab ghayal hu bahut... Hosh hai nahi mujhse, shayad lahoo bahut jyada hai beh gya... Chal raha hu ladkhadata hua, bas khud par thoda sa vishwas Kiya... Shayad jo seekha tha sabse pehle, mai bhi keh sakunga Khushi se... Vishal tu haarte haarte aakhir...